Dunia me kayi tarhan k lag paye jate hain magar unme sabse taiz afrad wo hote hain jo kehlate hain thaali ka begun yaani wo loag jo na idhar k hote hain na udhar k jahan se faida hasil hua wahan k gunn gaate nazar ate hain or jahan se nuqsan to bus wahan ki shamat aese loag siasat, doston, school, college or tamam shobon me paye jate hain inki sabse bari quality ye hoti hai k wo kamiyab hojaen to waar karna asani se seekh lete hain magar agar wo pakre jaen to dunia se alag thalag kahin k nahi rehte doston me aesi khoobiyan bohat payi jati hain kehte hain na sikke k do rukh hote hain bus wo b thaali k begun ki manind hote hain kabhi idhar palte to kabhi udhar magar 100 bat ki 1 bat ye hai k wo log ek shakhs k sath bohat sincere hote or wo shakhs unhey sirf ainey me nazar ata hai....!!!!!!
Nida Ali
No comments:
Post a Comment